Ek samay Aisa Bhi tha Jab Band Hone Wali Thi Aapki Pasandida Company Royal Enfield(BULLET)


Hello Dosto Hamare Informative Diary me aapka Swagat Hai.๐Ÿ˜Š
Aaj hum baat karege aap sab ki pasandida Bike "Bullet" ki.
Kya aap jaante hai company par ek samay Aisa Bhi aaya tha Jab company Band ki jaane wali Thi .Chaliye jaante hai kab aur kaise?
Bharat me 1949 se Royal Enfield ki Bikes Bik rhi hai.
1954 me Bharat sarkar ne company ko Pakistan Border pr petroling k liye 800 Bikes ka Bulk order Diya tha .us jamane ke hisaab se ye Bike ka Bulk order kafhi Bada tha. Agar sahi maayno me Dekha Jaye to Bharat me Bullet ka safar yahi se shuru ho chuka tha.
1955 me Britain ki reddicth company ne Bharat ki Madras motor company k Sath milkar Bullet Bike Assembling k liye "Enfield India" Company Banai Thi.
เค•्เคฏा เค†เคช เคœाเคจเคคे เคนै เค•े เค•ैเคธे เคฌเคจा เค•เคŸा เคนुเค† เคธेเคฌ เค‡เคคเคจी เคฌเฅœी เค•ंเคชเคจी เค•ा logo.?
Pehle British company Royal Enfield ki Bikes Banati Thi pr 1971 me British company Band ho gayi aur Indian Manufacturer ne Company ke Right kharid liye Pr 1970 se 1980 in 10 saalo me company ne kai jaan anjaan faisle liye aur natija ye hua ki company Puri tarike se karj aur Ghate me chali Gayi.

1994 me Eicher Company ne Royal Enfield Kharidi lekin saal 2000 me Eicher Company Ghate me Aa Gayi.   Company ke senior executive ka maanna tha k company ko Band krna ya bechna Thik Nhi.
Eicher company k owner Vikram lal ne Apne Bete Siddhart lal ko jimmedaari Saupi. Siddhart lal ne 24 mahino ka samay maanga. Siddhart company ke Division Head Ban gaye aur sabse pehle Jaipur k Enfield plant ko Band karwaya.
Saare Dealers se Discounts Band Kar Liye jisse company k upar 80 lakh ka pressure padh rha tha. Us samay Siddhart aur unki team ne ye samjha ki Bike ka matlab lambi doori ko Enjoy krna Hai to phir unhone socha company ko Dusre market ya segment me utaarne se accha hai  Jo models unke pass hai unhe me samay k Sath sudhar krna chahiye. Siddhart ne 18-35 saal ki Generation ko target kiya aur saal 2001 me Bullet Electra 350cc launch ki. Electra ko kai colours aur electronic ignitions ke Sath release kiya gaya aur Marketing Bhi kafhi nayi aur Young Generation wise ki Gayi.
Electra ko accha khasa response Mila and wo successful bike Ban Gayi.
Saal 2001 me company ne Thunderbird Launch ki pr company chahti Thi ki Thunderbird serious segment me release ho so company ne Bike ke Gear and Break ki positioning Badal Di jaise pehle Bullet me Breaks right aur Gears Left me hote the.
เคœाเคจिเค เค•ैเคธे เค•ाเคฎ เค•เคฐเคคा เคนै เคนเคฎाเคฐा เคถเคฐीเคฐ ???
Saal 2003 se Royal Enfield India success ki sidiya chadte chali Gayi Aur aaj hamari sabse pasandida Bike Ban Chuki hai .
Siddhart lal se competition k baare me kuch pucha jaye to wo kehte hai “MAIN COMPETITIONS SE NHI DARTA QKI 250+ CC ENGINES KI SHURUWAT HAMNE HI KI THI”
So friends kaise lagi aapko ye information if u like it then please share and subscribe us.
                      THANK YOU





1 comment:

Sleep Apnea - Kya Hai???

             HAPPY  NEW YEAR 2018 Hello Friends aapka Informative Diary me swagat hai........ Apko aajka Title padhkar thoda ajeeb ...